wazifa aulad or sab ko kabu main karnay k liye

Ager koi ap k ghar main se apko nuqsan puhenchana chahta hai ya ap k bachay ya koi or apki bat nai sunta to ye AMAL 21 days karain..INSHALLAH fark peda hoga..


roz fajar ki namaz se pehlay ye parhna hai :-

Darood/Salat 11 times

Surah Laheb 19 times

Darood/salat 11 times


Us  k bad ager wo shakas ap k ghar main hai to us k uper phonk (dum) kar dain .. ager Ghar main nahi hai to uski tasweer ( picture ) ya wo bhi nai hai to us ka tasawar kar k phonk ( dum kar dain )
 INSHALLAH fark paray ga..
Duaun main yad rakhiye ga..
FB pe hmen like karen
https://www.facebook.com/RohaniIlm

rabi ul awal k khas wazaif

Rabi-ul-awal k chand khas wazaif main se ye hain...



ap ki duaun ka talabgar

Rabi ul Awal Month Ki Fazilat or 12 Rabi ul Awal Ki Fazilat or Mahe Rabi ul Awal Ki Fazilat