wazifa aulad or sab ko kabu main karnay k liye

Posted on 03:57 by Unknown

Ager koi ap k ghar main se apko nuqsan puhenchana chahta hai ya ap k bachay ya koi or apki bat nai sunta to ye AMAL 21 days karain..INSHALLAH fark peda hoga..


roz fajar ki namaz se pehlay ye parhna hai :-

Darood/Salat 11 times

Surah Laheb 19 times

Darood/salat 11 times


Us  k bad ager wo shakas ap k ghar main hai to us k uper phonk (dum) kar dain .. ager Ghar main nahi hai to uski tasweer ( picture ) ya wo bhi nai hai to us ka tasawar kar k phonk ( dum kar dain )
 INSHALLAH fark paray ga..
Duaun main yad rakhiye ga..
FB pe hmen like karen
https://www.facebook.com/RohaniIlm

No Response to "wazifa aulad or sab ko kabu main karnay k liye"